Best Famous 20 Dr-Allama Iqbal Urdu Quotes - images 2022
Allama Iqbal is a beautiful person, I like his poetry very much. He was a poet, philosopher, and politician. In British India, he spoke of influencing the Pakistan movement on a large scale. He played a significant role in the politics of the country and in the intellectual and cultural reconstruction of the Islamic world. Allama Iqbal is also known as the "Spiritual Father of Pakistan". Here are some "Allama Iqbal sayings and poetry".
Allama Iqbal Poetry Quotes Images SMS Copy-paste 2022
sad Quotes Allama Iqbal |
Laa makan ki taskheer |
Aqal Se Kaayenaat Ko Maskhar Kar Satke Hain LekinLamkan Ki Taskheer Ke Liye Ishhq Darkaar Hai.
عقل سے کائنات کو مسخر کر سکتے ہیں لیکن
Aadmiyat |
Agar Aadmiyyat Matloob HaiYani Agar Aadmi Ban-na Chahtay HoTo Bani Aadam Ka Ehtram Karo.
اگر آدمیت مطلوب ہے
یعنی اگر آدمی بننا چاہتے ہو
تو بنی آدم کا احترام کرو۔
Shayar ki Aankhen |
Jab Shayar Ki Ankhen Khuli Hoti Hain To Duniya Ki Band Hoti HainAur Jab Shayar Ki Ankhen Hamesha Ke Liye Band Hojati HainTo Duniya Ki Ankhen Khil Jati Hain .
جب شاعر کی آنکھیں کھلی ہوتی ہیں تو دنیا کی بند ہوتی ہیں
اور جب شاعر کی آنکھیں ہمیشہ کے لئے بند ہوجاتی ہیں
تو دنیا کی آنکھیں کھل جاتی ہیں۔
Ameer ky Pehlu |
Dil Aik Aisi Cheez Hai Jo Har Ameer Ke
Pehlu Mein Nahi Hota.
دل ایک ایسی چیز ہے
جو ہر امیر کے پہلو میں نہیں ہوتا۔
Ashiq par mot |
Aashiq Par Mout Haraam Hai .
عاشق پر موت حرام ہے۔
Qudrat |
Jo Masail Insaan Nah Hal Kar Sakay
Qudrat Inhen Hal Karti Hai .
جو مسائل انسان نہ حل کرسکے
قدرت انہیں حل کرتی ہے۔
Tark e Umeed |
Tark Umeed Merg Jaudan Hai .
ترک امید مرگ جاوداں ہے۔
Deen ki Haqeeqat |
Deen Ki Haqeeqat Yeh Hai KeDarogh Goi Aur Haraam Khori Se Parhaiz KereAur Har Haal Mein Allah Taala Ko Hazro Nazir Samjhay .
دین کی حقیقت یہ ہے
کہ دروغ گوئی اور حرام خوری سے پرہیز کرے
اور ہر حال میں اللہ تعالی کو حاضروناظر سمجھے۔
....
Behtareen Nataij Ki Khwahish |
Behtareen Nataij Ki Khwahish, Mamooli Nataij Ki TawaqqaAur Bad Tareen Nataij Ke Liye Tayyar Rehna Chahiye .
بہترین نتائج کی خواہش، معمولی نتائج کی توقع
اور بدترین نتائج کے لیے تیار رہنا چاہیے۔
Baap Ki Nigaah |
Hazaar Kutub Khanah Aik Taraf Aur
Baap Ki Nigah Multafit Aik Taraf .
ہزار کتب خانہ ایک طرف
اور باپ کی نگاہ ملتفت ایک طرف۔
Gumraahi |
Museebat Ki Terhan GumraahiBhi Tanha Nahi Aati.
مصیبت کی طرح گمراہی بھی تنہا نہیں آتی
Zubaan Zameen Sy |
Har Shakhs Ko Tabiyat Aasman SeMillti Hai Aur Zabaan Zameen Se.
ہر شخص کو طبیعت آسمان سے ملتی ہے
اور زبان زمین سے۔
KaafirHy |
Doosron Ke Saharay Zindagi Busr Karna
Quran Ki Ro Se Kaafri Hai.
دوسروں کے سہارے زندگی بسر کرنا
قرآن کی رو سے کافری ہے۔
Mashriqi Aqwam |
Mashriqi Aqwam Ko Maghribi Tahazeeb Par Tanqeed
Ki Zaroorat Hai
Is Ki Taqleed Ki Zaroorat Nahi.
مشرقی اقوام کو مغربی تہذیب پر تنقید کی ضرورت ہے
اس کی تقلید کی ضرورت نہیں۔
Read it More: Waldain maa baap poetry in urdu
Dushman |
Tajarbay Se Maloom Sun-hwa Ke Log IkhlaasAur Dayanat Ke Bohat Dushman Hain.
تجربے سے معلوم ہوا کہ لوگ اخلاص
اور دیانت کے بہت دشمن ہیں۔
Allama Iqbal Poetry |
Fikar Maeeshat Rooh Ki Qaatil Hai.
فکر معیشت روح کی قاتل ہے۔
Taqleed Ka Ansar |
Zindagi Ke Jis Bhi Shobay Mein Taqleed Ka AnsarNumaya Hoga Is Mein Harkat Maqsood Hogi.
زندگی کے جس بھی شعبے میں تقلید کا عنصر نمایاں
ہوگا اس میں حرکت مقصود ہوگی۔
I hope you like our collection